Mehram phiru main ,Teri yaad me , majboor
kya batayen , tere pyaar me hu , mashhoor
gumsum si main rahu ,teri yaad main , bekaraar
bada satayen ,karle mujhe tu kabool
diwani hu mai mujhe chadha ye fitoor …
Mehram phiru main ,Teri yaad me , majboor
Pehli dafa jab , tumko dekha tha
dhak dhak hua tha dil mera
tu kya jaane pyar ki wafaa
phir bhi tujhse ho gya tha pyaar
diwani hu main mujhe chada ye fitoor …
Subaha aur sham , main lu tera hi naam
Teri meri baten krti rahu
Tujh main hi khoyi rahu …
diwani hu main mujhe chada ye fitoor …
Mehram phiru main ,Teri yaad me , majboor
kya batayen , tere pyaar me hu , mashhoor