Sabki gadi tere bharose chalti hai
Tum jisko chaho khatu bula lo sarkar tumhari chalti hai
Raja bhi aakr daman failaye sarkar tumhari chalti hai
Teri rehmat ke bina sanware patta tak na hilta
Jadugar mali hai khatu vala har ek phool yha khilta
Andhera mitta hai andho ka bhi aisi jyot jalti hai
Tum jisko chaho khatu bula lo sarkar tumhari chalti hai
Raja bhi aakr daman filaye sarkar tumhari chalti hai
Daulat ke nashe mein chur sanware tere dar ke bhikari
Mitti ko chukar sona karde aisi teri kalkari hai
Bhav sagar mein fasi ho naiya voh tere hatho sambhalti hai
Tum jisko chahe khatu bula lo sarkar tumhari chalti hai
Raja bhi aakr daman failaye sarkar tumhari chalti hai
Sarkar teri sarkari yh kalyug mein sikka jamayegi
Nishan uthane puri dunia rings mein khatu aayegi
Solanki kyu dar dar thokar khata aisi bhi kya galti hai
Tum jisko chaho khatu bula lo sarkar tumhari chalti hai