Khushnuma sama chah rakha
Jaisa mila waisa hai ye sapna
Badla haqiqat uba mann mera
Na phir ruku ek pal tu har chann gavaa
Archan tha ada mujhe chinta na tyaag
Mana hissa zindgi chakha yun feeka maza
Mujhe kya pata jab tu mila tha
Dikha durlabh nazaara yun
Jeena main chahra sama khushnuma
Khushnuma main tujhe mil maano
De baitha dil hath thaamey
Khair kya aap jaane tu paane
Maine kitne khaak chaaney
Koeyle ki khaan se heera pehchana maine
Galatfehmi thi mile anjaane tu jaane de
Behki baatein na shumaar meri aadato mein
Rakha pyaar beshumaar banda kare kya izhaar
Khoobsurat tez tera taapmaan hua raakh
Aya tha btane main chahiye tera sath
Bartaav thik thaak phir bhi na vishvaas
Sunn shabdo ka chayan rakha pura dhyaan
Bin laanghe maryada seema
Kya yahi woh sama jo chah ra jeena
Khushnuma sama chah rakha
Jaisa mila waisa hai ye sapna
Badla haqiqat uba mann mera
Na phir ruku ek pal tu har chann gavaa
Archan tha ada mujhe chinta na tyaag
Mana hissa zindgi chakha yun feeka maza
Mujhe kya pata jab tu mila tha
Dikha durlabh nazaara yun
Jeena main chahra sama khushnuma