LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Yathastithi

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Kehne ko baate kuch hai Beete pal nakhush main
Laute na aaye kabhi bhule bhulaye nahi

Rehne do sau dukh hai liye main shok samay
Laute na aaye kabhi bhule bhulaye nahi

Dooba main rehta hu jo paana chahta hu
Khwaabo mein tum kaha maanogey
Tumhe toh fursat ni lehzey bekaabu le
Piche bhi taane hi maarogey

Dooba main rehta hu jo paana chahta hu
Khwaabo mein tum kaha maanogey
Tumhe toh fursat ni lehzey bekaabu le
Piche bhi taane hi maarogey

Akela kaafi main dukhit hu hosh mein
Maloom mujhe sirf kya lupit hu khojne
Karna goal haasil hai khud hi ke zor se
Jab tak k chalengi saanse hu daud mein

Kismat se zyada mehnat hai yakin
Na vinati ginati minnate kari thi
Jannatey suni sirf dekha bas narak hai
Tabhi hu pratibadh agrasar unnati

Zarurat ni kisi ki khud mein believe
Khichi lakirey jo patthar dil kudrati dheet
Baandhe zanjir soche goodluck yakin roke
Bhul mat wajah tu hai durgati truti

Himmat na tooti par duniya kootil
Dikhake sitaare fir kar gaye dikhavey
Durghatna ateet chala katiley taarey
Chunauti li akela

Denge sangi saathi salah sirf
Aur de gaye daga dhokebaaji bhi
Na jiska tha adadti lage zyadati
Guzaare zyada din barbaadi hi saabit ki

Samay nazakat na saath deti
Kaaranvash aapbiti haavi na pali tathagata
Ookeri fir akriti mili jo kaagaz
Likh daali maano yathastithi tabhi haa

Dooba main rehta hu jo paana chahta hu
Khwaabo mein tum kaha maanogey
Tumhe toh fursat ni lehzey bekaabu le
Piche bhi taane hi maarogey

Dooba main rehta hu jo paana chahta hu
Khwaabo mein tum kaha maanogey
Tumhe toh fursat ni lehzey bekaabu le
Piche bhi taane hi maarogey

Akele na tha main rakha hu bair ab
Jo ghume liye do muh chehra
Unse koso durr bana hu gair ab
Lu sukoon bhi diya pal gehra

Akele na tha main rakha hu bair ab
Jo ghume liye do muh chehra
Unse koso durr bana hu gair ab
Liya sukoon main raha na thera

WRITERS

Prakhyat Roy

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other