Dhaam bulayenge humko dhaam bulayenge
Dhaam bulayenge humko dhaam bulayenge
Dekhne khel kaisa dham se aaye hai hum
Dekhne khel kaisa jb humne smjha yh beej jesa-2
Dunia hai mere piche main raji ke piche-2
Dhaam bulayenge humko dhaam bulayenge
Dunia ke khel mein hum sb bhul gye hai-2
Tan ji ki ki vani ko bhi bhul gye hai-2
Maya mein magan ram ko bhulta raha
Dhaam bulayenge humko dhaam bulayenge
Yeh to pechan apna dhaam se aaye hai
Saath aaye hum milke jaye saath milke
Dunia hai jhuthe sare hum hai dunia se nyare
Dhaam bulayenge humko dhaam bulayenge