Hum hi nahi rahe jo hum the
Kuch to the badle see mizaz
Ki hum ko mili thi is baar
Izazat, pyaar mein padne ki
Izazat, Izazat izazat izazat
Ek dooje ke saath sharaarat
Ajeeb se haalaton mein behosh the ahsaas
Baalon mein tum apne fairaate ungliyan
Aur dekhte the meri aankhon mein bas bas bas bas
Hum bhi nahi rahe jo hum the
Kyunki kuch to the badle see mizaz
Ki hum ko mili thi is baar
Izazat, pyaar mein padne ki
Izazat, Izazat izazat izazat