LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Ab Ye Shahar Ajnabi अब ये शहर अजनबी

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Ab ye shehar
Ajnabi sa
Ho gaya hai
Rangeeniyan
Sab yahan hain
Par wo sama
Kho gaya hai

Wo qafile
Yaaron ke
Wo kahkahon
Dildaaron ke
Wo mehfilen
Raaton mein
Sulagte hain bas
Yaadon mein
Ab manzilein
Dhoonde kahan
Ye raasta
Kho gaya hai
Ab ye shehar
Ajnabi sa
Ho gaya hai

Wo raaton ki
Khamoshiyaan
Wo saanson ki
Sargoshiyan
Chhoo kar tujhe
Aati hawa
Deewaana kar
Jaati ada
Kuch doston
Ab bhi yahan
Par jaane jaan
Kho gaya hai
Ab ye shehar
Ajnabi sa
Ho gaya hai

Ab raat hai
Baaqi padi
Aawargi
Apni badhi
Khoya hai din
Kis yaad mein
Tanhaai hai
Bas saath mein
Chaaha tha kya
Paaya hai kya
Ye kya se kya
Ho gaya hai
Ab ye shehar
Ajnabi sa
Ho gaya hai

Ab ye shehar
Ajnabi sa
Ho gaya hai

WRITERS

Prashant Kothari

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other