LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Badle Hain Kai Chehre बदले हैं कई चेहरे

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Badle hain kai chehre
Sirf jeene ke liye

Badle hain kai chehre
Sirf jeene ke liye

Ab to humein bhi lagta hai
Koi aur hain hum

Ab to humein bhi lagta hai
Koi aur hain hum

Hum zamaane ke sang
Hanste rahe rote rahe

Hum zamaane ke sang
Hanste rahe rote rahe

Thi khushi bhi woh paraayi
Tha kisi aur ka gham

Thi khushi bhi woh paraayi
Tha kisi aur ka gham

Yoon rishton ka bharam
Usne banaye rakha

Yoon rishton ka bharam
Usne banaye rakha

Par gale aise mile ki
Koi gair hain hum

Par gale aise mile ki
Koi gair hain hum

Lagi zamaane mein
Aag to
Maikade mein chhupe

Lagi zamaane mein
Aag to
Maikade mein chhupe

Yahaan insaan the sab
Na koi dair-o-haram

Yahaan insaan the sab
Na koi dair-o-haram

Daraati hain humein
Apni haqeeqatein

Daraati hain humein
Apni haqeeqatein

Tere jhoothe shahar mein to
Bekhauf hain hum

Tere jhoothe shahar mein to
Bekhauf hain hum

Ab to humein bhi
Lagta hai
Koi aur hain hum

Ab to humein bhi
Lagta hai
Koi aur hain hum

WRITERS

Prashant Kothari

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other