Yaar zindagi mein bohat saara tension hai
Subaah uthh ke chai banaane sey lekar
Raat ko brush kar key soney tak.
Zindagi jo samjhaa uskey liye mast pension
Aur jo nahi samjhaa chorr naa no mention hai.
Tension ko tu maar dey goli
Bhool jaa saari aankh mi choli
Sarr pey haath dharey sarr pey haath dharey kyun baithaa
Beta banaa key surat bholi
Tera ghar hai kahaan nahi chaahiye
Tera naam hai kyaa nahi chaahiye
Bann key rangeen dhuaan udd jaaiye
Tu benaam hai yahaan sahi hai yeh.
Tu goa mein hai Tu goa mein hai
Tu goa mein hai chill kar goa mein hai
Tu goa mein hai Tu goa mein hai
Tu goa mein hai chill kar goa mein hai
Hai paani vaani kood jaa rani darr varr ki naa banaa kahaani
Dekh doobki maar key dey dekh doobki maar key
Pohanch jaayegaa tu kahaan aey ek sipki maar key
Maar ke maar ke haan maar ke
Tera ghar hai kahaan nahi chaahiye
Tera naam hai kyaa nahi chaahiye
Bann key rangeen dhuaan udd jaaiye
Tu benaam hai yahaan sahi hai yeh
Tu goa mein hai Tu goa mein hai
Tu goa mein hai chill kar goa mein hai
Tu goa mein hai Tu goa mein hai
Bum bum bum bholey bum bum bum bholey
Bum bum bum bholey bum bum bum bholey
Tu goa mein hai Tu goa mein hai
Tu goa mein hai chill kar goa mein hai
Tu goa mein hai Tu goa mein hai