LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Zindagi Bhar ज़िंदगी भर

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Zindagi bhar
Ye ghaltiyaan
Karte rahe

Zindagi bhar
Ye ghaltiyaan
Karte rahe

Bas tumhi par
Jeete rahe
Marte rahe

Zindagi bhar
Ye ghaltiyaan
Karte rahe

Bas tumhi par
Jeete rahe
Marte rahe

Daastaan-e-ishq ye
Jhooti sahi

Daastaan-e-ishq ye
Jhooti sahi

Teri aankhon mein
Likhi thi
Padhte rahe

Teri aankhon mein
Likhi thi
Padhte rahe

Hijr mein bhi wo wafa
Humse kare

Hijr mein bhi wo wafa
Humse kare

Sach jaante the
Ye bharam
Karte rahe

Sach jaante the
Ye bharam
Karte rahe

Anjaam-e-ishq ki
Parwaah nahin

Anjaam-e-ishq ki
Parwaah nahin

Dilon mein
Shauq-e-fana
Le phirte rahe

Dilon mein
Shauq-e-fana
Le phirte rahe

Bewafaai
Haseenon ki
Ik ada hai

Bewafaai
Haseenon ki
Ik ada hai

Ishq hai
Apna karam
Karte rahe

Ishq hai
Apna karam
Karte rahe

Ishq hai
Apna karam
Karte rahe

Zindagi bhar ye
Ghaltiyaan
Karte rahe
Bas tumhi par
Jeete rahe
Marte rahe

WRITERS

Prashant Kothari

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other