Zindagi is tarah kati yaaron
Humko khud na lagi khabar yaaron
Zindagi is tarah kati yaaron
Jitna in mehfilon mein jaana bada
Jitna in mehfilon mein jaana bada
Utni tanhaai badh gayi yaaron
Zindagi is tarah kati yaaron
Aaine ne kaha ki hum bhi kabhi
Aaine ne kaha ki hum bhi kabhi
Shayad jeete the zindagi yaaron
Humko khud na lagi khabar yaaron
Bhar gaye zakhm mere aur phir se
Bhar gaye zakhm mere aur phir se
Wo hai khanjar tarashta yaaron
Zindagi is tarah kati yaaron
Phir se mehfil saji tanhaai ki
Phir se mehfil saji tanhaai ki
Ab to laut aao ai mere yaaron
Zindagi is tarah kati yaaron
Humko khud na lagi khabar yaaron