LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Tu Hai Bhola

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Shiv ki hai srshti
Shiv ki hai drshti
Shiv ki dhara hai
Shiv ka jahaan

Satyam shivam sundaram
Vazr hai bhakti param


Satyam shivam sundaram
Vazr hai bhakti param


Tu hai bhola tabhi leta kuchh bhi nahin
Daata sabka hai tu hee o bhole baba
Tera hee jal teri vaayu tera sabhi
Tera hee jal tujhi ko chadhaate baba

Hamse maange nahin kuchh mere baba
De dete hain bahut kuchh bhole baba

Hamse maange nahin kuchh mere baba
De dete hain bahut kuchh bhole baba

Tu hi pralay tu vinay jagat ka pita
Tere bin ham to bhakti mein ramte nahin

Bhakti bahegi rago mai hmare sada
Shivbhakti bina praan chalte nahi

Hamse maange nahin kuchh mere baba
De dete hain bahut kuchh bhole baba

Hamse maange nahin kuchh mere baba
De dete hain bahut kuchh bhole baba

Gagan mein dikhe tu dhara par dikhe
Bhakt mushkil mein ho tab tu saath rahe
Dekha srshti mein ab tak yahi hai sada
Shivabhakti se bhakto ke praan chale

Hamse maange nahin kuchh mere baba
De dete hain bahut kuchh bhole baba


Hamse maange nahin kuchh mere baba
De dete hain bahut kuchh bhole baba

WRITERS

YOGENDRA YASH

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other