Dil mein khoyi hai batein kahin
Khoya khoya hai Mann bhi yuhin
Dil mein baat Jo chupa hai
Tera haat tham ke ye kehena chahun
Woh pal mein main kahi kho na jaaoon
Baatein voh Jo kehni thi tumse
Ab hai jaagi raatein kayi
Tum Jo aathe the khwabon mein
Baatein voh Jo keheni thi tumse
Ab kahani yeh Teri ,yeh meri