LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Aaj (feat. Pancham)

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Haan kahaniyon mein kehte hai sabhi
Pyaar se pyaara kuch hai hi nahi
Tujhe dekha
Saasein meri jaise tham gayi
Gum ho
Inn kahaniyon mien jaise hum kahin
Khoyi khoyi
Baatein meri
Subha teri raatein teri
Sang ho
Tere mere yeh kadam sabhi
Aaj
Tum baahon mein meri ho
Kal yaadon mein meri ho
Aankho hi aankho mein baat
Aa reh mere saath
Kis baat ki deri ho
Sapne dekhe akele kyu
Dekhta khwaab jab paasme mere tu
Mohabbaton ki hai raat haathon mein haath
Toh hote sawerey kyu
Haan
Nazdikayaan yeh badh si gayi
Dheere se Sunli tune baatein unkahi
Jaane kyun
Dil mein ho rahi baarishein
Tu hi
Kar raha hai yeh saazishein
Chalte chalte
Raahein saari
Dhal rahi yeh shaamein saari
Tu hai
Poori hogi meri khwaahishein
Aaj
Tum baahon mein meri ho
Kal yaadon mein meri ho
Aankho hi aankho mein baat
Aa reh mere saath
Kis baat ki deri ho
Sapne dekhe akele kyu
Dekhta khwaab jab paasme mere tu
Mohabbaton ki hai raat haathon mein haath
Toh hote sawerey kyu
Aaj
Teri baahon mein ho jau
Teri yaadon mein Kho jau
Aankho hi aankho mein baat
Mein tere saath
Paas mein ho jau
Sapne tere hi sang
Khwaabon mein rang
Doori yeh tang
Mohabbaton ki hai raat
Haathon mein haath
Mein tujhme malang

WRITERS

Pancham Sompura, Prissha Mehta

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other