Bolo raam raam ji jai ho khatu shyam ji- 2
Bolo raam raam ji jai ho khatu shyam ji- 2
Sache man se jab bhi chahu tu aas pass hai
Sache man se jab bhi chahu tu aas pass hai
Bhakto ke dil mein khatu tera ehsaas hai
Hum sabka swami tu hum tere das hai
Har pal pal kaan mein baba tera vas hai
Jag se bhi sundr hai tera naam ji
Bolo raam raam ji jai ho khatu shyam ji- 2
Jiska na koi jag mein uska sahara hai
Usko bachte ho tum jo musibat ka mara hai
Jiska na koi jag mein uska sahara hai
Usko bachte to tum jo musibat ka mara hai
Andhan ki ankh ka tu to nazara hai
Teri hi kirpa se shyam jeevan sawara hai
Mata pita tu hi bhagwan hmara hai
Tere darbaar ne man mein utara hai
Chahe humto darshan tere-2
Bolo raam raam ji jai ho khatu shyam ji- 2
Bhor vindan sheesh ka daani
Bolo raam raam ji jai ho khatu shyam ji- 2