LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

2nd Stage Of Grief

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Aa mai tujhe saamne karau haqeekat se
Peeche kon khada hoga tere museebat mai
Farak Humeim jitna petrol diesel mai
Farak humein jitna Bentley beemer mai
Kala ye aisi nikaale kamal keechad se
Peecha karne ka hai shauk nahi hu leader mai
Haiwaan dikhe mai dekhu jab sheeshe mei
Jhoot ne tode insaan andar pieces mai
Naseeb kosta nahi mai joh hai voh hai aur joh hai voh sadly kisi ke haath mai nai
Hip hop kisi ke baap ka nai joh dil mai aaye karu mai rakh music theory tu gaand mai sahi
Ye mera ego nai confident opinion
Ye Tera ego joh banaye tujhe minion
One in a million nahi mai one in a billion
Naam jaanle tu launde mera mai priyam
Rap top tier ye rappers insecure
Chemo flow mera cancer karde cure
Fuck Lv fuck Prada Gucci Dior
Balak desi hum khush hotey dekh ke pistol
Ek raat ek gaana
Mere saamne aake mat ban ded shaana
Khenche launde saare ek saath ek nishana hate la tu usko mai pyaar se hi nibhaunga
Ya toh lyrically bhoon daalu rapper hue shaant hui jab ye tune chaalu
Compliment hai mere liye jab bhi muh banaye tu isse pata chale kaha hu mai aur kaha hai tu
Baap ka kaam kaaj sambhaal nawaabi khoon
Uppar wale ke kaam mai na zara bhi chook
Give and take if you don't fuck w m ion w you
Ghoor ke dekh kya raha hai Bro wassup w you?
Kitne rishtey tune paison se khareedey?
Kitne rishtey tere paison pai tikey hai
Toh mol kiska zyada tere rishton ka ya paison ka?
Kitne rishtey tere aaj paison pai bikenge bol
Na rakhhein maayinein voh
Na dikhaayi dein voh
BT mai akela tu hai aas paas ainey 100
Mazil teri maut hai itni ghaayi mai kyu
Fasa pada zindagi mai zindagi gawaahi de tu
Kon tera gawaah? kon mera sagah? kon wafadaar? kon rehta khafa?
Kon dera dawa? kon lera saza? kon dagadaar? kon mera yahaan?
Host deta nasha ghot mera gala
Chot ghera baawe dekhi mera dasha
Dekh apni disha tu jaara kaha tujhe hi kyu pata nai
Shayari ka shauk leke katte chhuuri haathon
Jism ko joh chooe teri behgam aur ye pathaani
Halaaton ko halaaki dekha aur hai parkha bhi
Insaan dokhebaaz hota shayad samjha nai
Dil ka gala ghota aur kafan mai dafna di
Tarrakki ye hi meri aur ye hi barbaadi
Kalam ki nok meri pannon pai hai balkhaati
Halaal jhatke se rappers joh sab jaali
Third class baatein karte saale first class ki
GOD complex inka boht hi evident hai
Gandhi mai baatein karni aur dead presidents mai
Hook nai hai fir bhi you're hooked on it senseless
Shows tere bhai ka pen hai best of the bestest
Rare launda mere blood test mai success
Geedad bante sher gharpe
Panga lega toh tu fucked hai
Rap mereliye khaali ek subject hai lifestyle hi kyuki mera
Gaanon mai compressed chal

WRITERS

Suhail Sheikh, Priyamvad Katara

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other