Ye mere intrusive thoughts
Intrusive thoughts kare mere saare music solve samay
Beet gaya khudse hui mulkaat bhi kaafi der baad
Im used to all the fake love insaan sabse bura jaanwar
Mai khudse khud ki baat hu karra don't take shit personal
Na kisi pe trust aajkal maybe it's just me
Meri real life meri family problems maybe it's just me
Joh sunta aur samajhta mujh ko uska naam mera mic
Meri maa jab puchti haal chal mumma everything G
Mumma everything g, you raised a soldier don't worry
Merese dil ki baat nahi hoti meremei mai dil ki nahi Kami
And I swear to god Mai likh ni paunga joh bhi mai karra hu feel
I dont trust words anymore bas hota hai aakhon dekhi pai yaakeen
Last mai kab tha sober yaad nahi aur ye mai nahi bol sharaab rahi
Tol kal se mera ye aaj nahi aur aaj se mera ye kal nahi
Maine dil bhi tod diye mera dill bhi kitna toot gaya
Haan maanta hu meri galti par kya sahi kiya tumne meresaath?
Ye gaana victim card nai mujhe clean bhi aane ka shauk nahi
Haan kiya maine cheat kiya double date realization aayi mujhe late
Yaad saari memories ye uppar wale ki taraf se gift aur curse
Fuck structure gaana ye hi ek hi flow mai self introspection
Imposter syndrome tried fitting lekin shayad alag mai
Samay badalta maalum hai maalum nahi tha insaan badalte
Funny mujhe laga tum aur tumhe laga tha ki hum badal gaye
Bhoolna Chahta bhool ni paata hum aaj bhi terepe jaan chhidakte
Arsa hua Teri awaaz sune hue kaan taras gaye
Kya voh behtar tha ya cheen liya tumhe meri Jalan ne
Maafi joh maangu lage bahana ye ego dono ki fucked hai
Mai baar misunderstood so I guess I'm okay with it
Mai khud hi ka worst critique ironically khud hi ka favorite
Or maybe it's just me, or is it? Saare mere thoughts explict
Euphoria mixed with paranoia depression is real I get it
Mera Nashe mai vision hai lekin mera vision nahi faded
Mera ek dost kare sling dope mere do dost hai bin baap
Aur teen kaam kare din raat making ends meet mujhe inspire kare
Yu kho gayi hu mai ye zamaane mai?
Kyu ye yaadein sataaye ab khayaalon mai
Am I insane? holding on to my pain
Kyu so rahe hum aankhein khuli si hai