Voh aankhon se aankhein milana
Voh nazron hi nazron mai nazarein chupana
Yeh tera yeh mera yeh qurbat mai aana
Lekin tera yeh mujhko ab khuch na btana
Jb bhi aankhein meri band
Kabhi aaye kabhi jaaye tu
Chahta milne ko bulaye tu
Mai raat ko bhi likhu tere baare mai
Likhra hoon in sawaalo pe
Mujhe chahiye voh raat tere saath hoon mai
Keemat hogi uski laakhon mai
Mujhe chahiye voh raat tere saath hoon mai
Keemat hogi uski laakhon mai
Mujhe yaad hai voh din tu mere pass nhi
Aakhri tha din jis mujhe saans aayi
Voh aankhon se aankhein milana
Voh nazron hi nazron mai nazarein chupana
Yeh tera yeh mera yeh qurbat mai aana
Lekin tera yeh mujhko ab khuch na btana
Jb bhi aankhein meri band
Voh doosra pst tha voh alag
Voh aankhon se aankhein milana
Voh nazron hi nazron mai nazarein chupana
Yeh tera yeh mera yeh qurbat mai aana
Lekin tera yeh mujhko ab khuch na btana
Jb bhi aankhein meri band