Mai grind se hota nahi tired
Meri awaaz sunke bolti "fire!"
Itne saalon se dekha nahi
Khyal dimaag se jate nahi
Mind fast par chalu main slow
Mann kar rha par karu na phone ohh
Dur bhaage, passand nahi hai shor (shor)
Feelings ko karti ignore ohh
raat mein gayi kho (yeah)
Still craving, miss the highs
Waisi feel kari nahi excitement
Chasing feelings, yeah I'm feeling stuck
Kuch cheezein krti nahi work ohh
Khud pe nahi kru mai shak ohh
Kaash life ho ek baar rewind
Firse mere sir pe haath woh pheraye
Kiya boht try, try, try, try
Aankhe khuljati jab karti woh cry
Aankhon mei khoya, I'm living slow-mo
Hypnotized, yeah, yeah, she be glowing
Mai grind se hota nahi tired
Meri awaaz sunke bolti "fire!"
Itne saalon se dekha nahi
Khyal dimaag se jate nahi