Sukoon, talaasha har jagah
Sukoon, teri har baat mein
Main jab bhi kahin gum hua
Sookhe gulaabon ko teri kitaboon mein rakhkar lautaya tha
Baaghon mein phoolon ko teri hi khushboo se har pal mehkaaya tha
Samay ka kucch bhi pata na chala
Aur main jab bhi kahin gum hua