LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Manmani

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Duniya ki sunlu
Ya karu manmani
Dar kya Fikar kya
Sab raahein anjaani

Duniya ki sunlu
Ya karu manmani
Dar kya Fikar kya
Sab raahein anjaani

Hai raaste dhundle hue par
Manzil saaf hai...
Sunu vahi jo dil kahe toh...
Sab maaf hai....

Mei karu manmani...

Mei karu manmani...

Safar toh yeh
Hai ek maza
Hawaon mei
Hai ek nasha saa.....

Zamane k
liye khata
Magar yahi toh hai
Vajah saa....

Raahein bhi hawaayein bhi
sunati hai kahani
Dil mei basalu
Hai yeh sabko batani

Raahein bhi hawaayein bhi
sunati hai kahani
Dil mei basalu
Hai yeh sabko batani

Hai raaste dhundle hue par
Manzil saaf hai...
Sunu vahi jo dil kahe toh...
Sab maaf hai....

Mei karu manmani...(4)

WRITERS

Shravan Mantri

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other