LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Kuch Bhi Nahi

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Khaali khaali lage mujhko sama
Kaise tu na ho mere paas
Khushboo teri haathon mein haath
Karde har mushkil ko tu asaan

Soh jaaun mein teri
Godh main gehri
Sukoon si neend
Ho raat andheri
Par shaam subha aur takleef tu meri
Tu hi hai tu hi bas sahi

Kuch bhi nahi
Kuch bhi nahi
Tere bina main hun kuch bhi nahi
Tu saath mere lage mujhko asaan yeh
Zindagi zindagi zindagi
Baatein teri
Teri yeh hassi se
Upar main rakh paaun na kuch bhi kabhi
Chaahun rahe tu sada meri khaas
Aaye na tere mere beech koi aur kuch bhi nahi

Raaste yeh tedhe mere
Bin vaaste kyun tere
Sapne yeh mere
Saari raat sapno ki
Chaadar odhe sota
Dekhun tere khwaab
Saath mere chadar ode
Hoth mere lavz tere
Milen jaise lage raaste
Yeh kehre kam
Taare zyada dete pehre mere

Jaise tu haan tu
Dikhayi tune roshni
Hui mulakaat jaana tujhe maano jaise hua chaaon bin pyaasa fakir
Kaisa tera pyaara saansein ruke palon ki doori bhi lagti milon badi
Kyunki tu hi toi hai bas wahi

Kuch bhi nahi
Kuch bhi nahi
Tere bina main hun kuch bhi nahi
Tu saath mere lage mujhko asaan yeh
Zindagi zindagi zindagi
Baatein teri
Teri yeh hassi se
Upar main rakh paaun na kuch bhi kabhi
Chaahun rahe tu sada meri khaas
Aaye na tere mere beech koi aur kuch bhi nahi

Kuch bhi nahi
Kuch bhi nahi
Tere bina main hun kuch bhi nahi
Tu saath mere lage mujhko asaan yeh
Zindagi zindagi zindagi
Baatein teri
Teri yeh hassi se
Upar main rakh paaun na kuch bhi kabhi
Chaahun rahe tu sada meri khaas
Aaye na tere mere beech koi aur kuch bhi nahi

WRITERS

Jessjit Singh

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other