Tum mile to muskurane laga hoon
Ajkal yun gungunane laga hoon
Aake mil mujhse meri jaan na mujhko
Ab tere bin kahan main jaoonga
Ab tere bin nahi reh paoonga
Teri saansein hi waja hain jo main phir se jee raha hoon
Mere man ka hai sukoon tu hi
Mere dil ka hai junoon tu hi
Tera milna hi waja hai jo main zinda phir hua hoon
Thaamlo ye haath mera meri jaan
Maanlo mujhko tum apna han ye tum
Jaanlo ke hoon main tera deewana
Teri ye pyaari si jo ada hai
Usi pe mera ya dil fida hai
Tu hi to meri justajoo hai
Ab jo bhi tum kaho karjaoonga
Zindagi se bhi larjaoonga
Teri saansein hi waja hain jo main phir se jee raha hoon
Mere man ka hai sukoon tu hi
Mere dil ka hai junoon tu hi
Tera milna hi waja hai jo main zinda phir hua hoon