Kholi bottle jab yaad teri aa gayi
Udi neendon or hosh bhi uda gayi
Sun meri jaana ye baat to batana
Tu zindagi se gayi par dil se tu na gayi
Kholi bottle jab yaad teri aa gayi
Udi neendon or hosh bhi uda gayi
Sun meri jaana ye baat to batana
Tu zindagi se gayi par dil se tu na gayi
Sharaab yahan hai shabaab kahan hai
Ye baate adhuri ka jawaab kahan hai
Mai dhoondhta raha mujhe mila nhi kahin par
Kahan khila kamal talaab kahan hai
Har jaam piyun tere naam ke
Or naam se tere meri ye bottle bhi sharma gayi
Ee jakham mile han tujh se oo jana
Na mila ilaaj or na mili dawa kahin
Kholi bottle jab yaad teri aa gayi
Udi neendon or hosh bhi uda gayi
Sun meri jaana ye baat to batana
Tu zindagi se gayi par dil se tu na gayi
Kholi bottle jab yaad teri aa gayi
Udi neendon or hosh bhi uda gayi
Sun meri jaana ye baat to batana
Tu zindagi se gayi par dil se tu na gayi
Mana shraab ye gala jala deti hai
Yaade teri to meri rooh jala deti hai
Par tere jesi ye dokha nhi hai deti mujhe
Apne pass mujhe roj bula leti hai
Tere diye khat kis kaam ke
Sambhal rakhe maine tu to jala gayi
Tere liye jo jalaye mene diye
Tujhe ayi na sharam tu phoonk maar ke bhuja gayi
Kholi bottle jab yaad teri aa gayi
Udi neendon or hosh bhi uda gayi
Sun meri jaana ye baat to batana
Tu zindagi se gayi par dil se tu na gayi
Kholi bottle jab yaad teri aa gayi
Udi neendon or hosh bhi uda gayi
Sun meri jaana ye baat to batana
Tu zindagi se gayi par dil se tu na gayi