LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Khoya Main

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Main bhatakta kahin, main khoya hoon,
Na sukoon ki raatein, main soya hoon.
Jab sota hoon, main rota hoon,
Kyun hoon pareshan main,
Sochtaa hoon unn...

Vo chaandani raatein, vo baatein teri,
Main jiyoon kaise, yeh saansein teri.
Main na tujhse pehle aisa tha,
Aaj khud hoon pareshan, main kaisa tha...

Mainne chhoti si umr gum mein guzaari hai,
Haathon se ghaav apne siye hain.
Chhoti chhoti khushiyon ke khaatir,
Mainne jaam zeher ke bhi piye hain.

Kya insaaf khud se kiya hai?
Kya khud ko apna haal poocha hai?
Kya baitha hoon khud ke saath?
Khud ki aankhein, Khuda Kay paigaam ...

Main jis aashiqi mein dhoondhta sukoon tha,
Usne sataya, usne rulaaaya ...

Bhula main raahi, manzil kahaan Rayyyy
Kis baat ki yeh mujhko sazaaaaa hai

Vo chaandani raatein, vo baatein teri,
Main jiyoon kaise, yeh saansein teri.
Main na tujhse pehle aisa tha,
Aaj khud hoon pareshan, main kaisa tha...

Maine chhoti si umr gum mein guzaari hai,
Haathon se ghaav apne siye hain.
Chhoti chhoti khushiyon ke khaatir,
Mainne jaam zeher ke bhi piye hain.

Kya insaaf khud se kiya hai
Kya khud ko apna haal poocha hai?
Kya baitha hoon khud ke saath?
Khud ki aankhein, Khuda kay paigaam ...

WRITERS

Rahul Singh

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

LyricIQ Analysis

Top Emotion

Sadness

Sentiment
Thumbsup IconThumbsup IconThumbsup Icon
Theme

None