LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Introduction

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Kaafi mehenat Kaafi hard kaam yeah
Kaafi log yaha huye nakaam yeah
Karna aeisa Kuch Jaise duniya dekhengi Jaise
Bruj khalifa pe Aaye Shah Rukh Khan Ka naam Yeah

Neend sataye mujhe
Sona Nahi hai
Sapno me tere liye
Sona (Gold) Nahi hai
Ye asli jahan me Karna hai joh bhi Karna hai
Nakli jahan me mujhe khona Nahi hai

Thik nashane par baan Chahiye
Aesho aaram wali life kurbaan Chahiye
Har rishtedaar bhi Hona heiraan Chahiye
Aadhi mehenat Rab meherban Chahiye

Success ke liye bhi aehesaan Chahiye
Log bole Bollywood me pehechan Chahiye
Par Bollywood me jaana kis bande ko hai
Boi mujhe khudki Yaha pehechan Chahiyep

Let me show you what can I do
Journey start ab piche mudke dekna Nahi hai
Thik nishane par baan lagenga
Rap kare log ankhe bas sekhna Nahi hai
Bole maa baap joh bhi Karna hai kar
Bas Zindagi me gutne Kabhi tekna Nahi hai
Kafi plans kiye Karne execute
Zindagi ko khaali bas rekhna Nahi hai

WRITERS

Swaraj Wankhede

PUBLISHERS

Lyrics © Sony/ATV Music Publishing LLC, O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

LyricIQ Analysis

Top Emotion

Enjoyment

Sentiment
Thumbsup Icon
Theme

None