Tari ne Mari jo jodi jaame
To kevi kamaal thai jaaye
Hun taaro raja tu rani bane
To Dil malamaal thai jaaye
Tu dole jo dole mann khaye hichkole
Ye bole wo bole tu saath mere hole
संग हम naache jo garbe mein aake to
F: Tu hai chhichhora main gori chhori
M: thukra ke mujhko gham hoga tujhko
Phir haathon ko tu malegi
Ye bole wo bole tu saath mere hole
Sang hum nache jo garbe me aake to
Sath Tera Mera Gori super duper hit hai
Prem niya Mausam ma scene kiya lit hai
Kar de Tu Ha baraat leke aaunga
Na na karegi utha ke leke jaung
ghaghra ne choli ma lagdi Kamal hai
Dekh dekh aashiqon ka hua Bura hal hai
Sab ke hotto pe bas ek hi sawal hai
Tujhe kisne banaya ,kis rab ka kamal hai
Main card chhapwa chuki hoon
Haathon se main jaa chuki hoon
Hoon main yahan ka sikandar
Ghus ke main mandap ke andar
dum hai kya kisi mein ghunghtaa jo tera khole
Ye bole wo bole tu saath mere hole
Sang hum naache jo garbe mein aake to