LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Andheri Raatein

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Andheri raatein
Suhana hai safar
Manzil mile na
Kya dhundti nazar
Na koi pata hai
Na koi hai fikar
Akela hoon jahan mein
Kya dhundti nazar
- Music -
Begaana shehar
Na apna koi
Mila hai mujhe
Zindagi mein
Kasmein wafa
Hai joothe sabhi
Matlab ki yeh Aashiqui hai

Begaana shehar
Na apna koi
Mila hai mujhe
Zindagi mein
Kasmein wafa
Hai joothe sabhi
Matlab ki yeh Aashiqui hai
Milon ka hai safar
Kaha ko jayega
Khaali haath aaya tu
Khaali hi jayega
Anjani raahon par
Kuch bhi na payega
Payega

Andheri raatein
Suhana hai safar
Manzil mile na
Kya dhundti nazar
Na koi pata hai
Na koi hai fikar
Akela hoon jahan mein
Kya dhundti

WRITERS

Rameet Singh

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other