Tumko main ro k main mana lungi
Sunti hi jaungi baatein mai teri
Tumhe mere dil mein panaah dungi
Tumko main ro k main mana lungi
Sunti hi jaungi baatein mai teri
Tumhe mere dil mein panaah dungi
Teri zindgi bhi bana dungi
Suni baatein maine uski toh
Laga she be going hard on me
Laga she be goin hard on me
Lemme take you to the burbs
I don't wanna see u sad baby
Doing all kind of rhymes baby
Check all the fundamentals
Ain't no way that I’ll be lying crazy
Me and the verse you know
Kehti hone hi walaaa gunaah
Tumko main sabse bacha lungi
Bunti hi jaungi sapne main
Un sapno ko sach bhi bana dungi
Inn Palkhon ko bhii main jhuka lungi
Suna sab kuch ye jo maine
Laga she been going wild on me
Laga she been going wild on me
I just wanna see you smile baby
AINT NO CLUE mere mind mein nai.
Ouuuuffff when you stoppin it.
WHO are are you talking with
Shine girl you bling on it
Tumko main ro k main mana lungi
Sunti hi jaungi baatein main teri
Tumhe mere dil mein panaah dungi
Chahe toh kr k tu dekh le kuch bhi
Main duniya se tujhko chura lungi
Sunti hi jaungi gane main tere
Aur Sunke k main sabko bta dungi
Kehti hone wala hai gunaah
Tumhe main sabse bacha lungi
Bunti jaungi ye sapne main
Un sapno ko sach bhi bana dungi
Tumko main ro k main mana lungi
Sunti hi jaungi baatein main teri
Tumhe dil mein panaah dungi