LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Raza

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Tujhse kara hai maine pyaar meri janiya
Tujhpe hi likhi saari dil ki kahaniya
Abhi bhi dhoodhu tere haatho ki ruhaaniya main
Sabhi hai jaante ye, baatein anjaaniyan

Mujhse tu ho na aise khafa meri haaniya.
Kabhi na hoga aisa pyaar phir maaniyo
Dikhta tujhmein hai mujhe rab sach bolta main
Likhta main rehta mere dil ki bemaaniyan.


Humse humko tu leja.
Kabse keh rah main haina.
I am on my business baby.
Plz do me one more favour
Let me take you out private.
And no mo poppin xan ab
We sip on lean thats heavy.
Road kre kill ye chevy
Jab likhta gaane. I dont
Think about no proper pattern
Jab krta ishq, i dont
Blink my eyes. Tu hogi fan ab
Jab krta flow main, i dont
Care about about no fucking rappers
Jab karta show mein i dont think
About no shooters proper

Tujhe mila main sapne mein plz dont wake me up.
Khudse se kaha sapne sach hote, and we prayin ab.
Saanse bhi chalti jaise slowly now we heatin up
I feel you body and its hotter than a freakin cup.

Main tha akele on the street and i was chasing you
I made and run felt like, baby you gon play me up
I never give up and I’m gonna be there forever.
We live it slow coz marna sabne we all die forsure

Tere ghar k bahar saari sari raat main
Meri jaan khel mat ye mere jazabaat hain
Meri maa pareshaan bete ka na naam hai
Khanakha ye tere peeche badnaam hai
Lavzo ka khel ye
Raaton ko jhel gye
Tune dali jo no ball hum usse bhi khel gye
Laakho deewane tere
Saaraa din maare gede
Iss jhoothi duniya mein
Maine dekhe haste chere
Phir bhi main aya milne
Apne zakhmo ko bharne
Naya zakham diya tune
Ibke dimaag aur dil mein
Sabd hain rukte nai
Main jahan tu wahin
Dil mein reh gyi wo baat
Maine kabhi na kahi
Di hai duhai tune
Needein udai tune
Saari main raat baitha
Phir kalam chalai maine
Uth k main bahar aya alag duniya paayi maine
Wapis mud k main aya
Ruh hai gavai maine

Tujhse kara hai maine pyaar meri janiya
Tujhpe hi likhi saari dil ki kahaniya
Abhi bhi dhoodhu tere haatho ki ruhaaniya main
Sabhi hai jaante ye, baatein anjaaniyan

Mujhse tu ho na aise khafa meri haaniya.
Kabhi na hoga aisa pyaar phir maaniyo
Dikhta tujhmein hai mujhe rab sach bolta main
Likhta main rehta mere dil ki bemaaniyan.

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other