LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

AAYEGA

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Vishwas ki daud mein, akela pad gaya
Teri hi raha mein, andhera cha gaya
Vishwas ki daud mein, akela pad gaya
Teri hi raha mein, andhera cha gaya

Kab ayega tu, aansu paunchne
Meri nazar hai, sirf teri raah pe
Kab ayega tu, aansu paunchne
Meri nazar hai, sirf teri raah pe

Ummeed hai, asha hai
Bharosa hai, tere naam pe
Na chodega, na tyagega
Prithvi aur swarg dhal jaye
Par tu ayega
Duniya ke shor mein, apno ko kho diya
Apne vishwas ko, meinae, darr pe gawa diya

Kab ayega tu, aansu paunchne
Meri nazar hai, sirf teri raah pe
Kab ayega tu, aansu paunchne
Meri nazar hai, sirf teri raah pe

Ummeed hai, asha hai
Bharosa hai, tere naam pe
Na chodega, na tyagega
Prithvi aur swarg dhal jaye
Par tu ayega

Swarg aur prithvi dhal jaayega
Par Parmeshwar ke mukh se nikhla hua
Ek-ek shabd poora hoga
Main aapko batana chahta hoon
Jo bhi avastha mein aap hain
Chahe beemari ho ya gareebi ho
Parameshwar aapke paas apne samay pe oh aayenge
Aapko akele nahi regne denge
Kyunki mera Yeshu Masih aayega

WRITERS

Ranjit Jacob Abraham

PUBLISHERS

Lyrics © THELASTEPISTLESRECORDS

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other