LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Wajood

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Mera jeevan hai Tera sahara
Mera dil ka Tu subseh hai pyaara
Jab dekhun mein Teri hi rachna
Sar jhuka kar karun dhanyawaad
Mera jeevan hai Tera sahara
Mere dil ka Tu subseh hai pyaara
Jab dekhun mein Teri hi rachna
Sar jhuka kar karun dhanyawaad

Toh haath utahkar meh ab gaun
Saare shrishti sungh milke mein bolun
Aaradhana mein Teri karun
Sirf Tu hi hai mere wajood, mera wajood

Saara aadar Tujhko dete hain
Saari mahima Tujhko dete hain
Tujhpe hi mera bharosa
Mere khuda, aaaa
Saara aadar Tujhko dete hain
Saari mahima Tujhko dete hain
Tujhpe hi mera bharosa
Mere khuda, aaaa

Tu mera wajood hai
Tu mera wajood
Araadhna karun, Tujhe
Mein vandana karun, Tujhe
Tu mera wajood hai
Tu mera wajood
Araadhna karun, Tujhe
Mein vandana karun, Tujhe

Saara aadar Tujhko dete hain
Saari mahima Tujhko dete hain
Tujhpe hi mera bharosa
Mere khuda, aaaa
Saara aadar Tujhko dete hain
Saari mahima Tujhko dete hain
Tujhpe hi mera bharosa
Mere khuda, aaaa

WRITERS

Ranjit Jacob Abraham

PUBLISHERS

Lyrics © THELASTEPISTLESRECORDS

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other