LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Bhajo Naam

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Bhajo Naam Bhajo Naam Bhagwan Ka
Bhajo Naam Bhajo Naam Bhagwan Ka
Bhajo Naam Bhajo Naam Bhagwan Ka
Bhajo Naam Bhajo Naam
Hum bhi Marne aaye
Tum bhi jee ni pate
Kitne sadme khaye
Ab to gin ni paate
Kitne rishte jhoote nikle
Kitne toote waade
Saaf taur pe kahu to
Hum to jee ni pa rae
Thodi aankh me nami hai
Kunkuni hawa hai
Thodi baat me Kami hai
Jo gala rundha hai
Juban thithak gyi hai
Mera Dil bhara hai
Haav bhaav bolte hain
Banda sarfira hai
Bhajo Naam Bhajo Naam Bhagwan Ka
Bhajo Naam Bhajo Naam Bhagwan Ka
Bhajo Naam Bhajo Naam Bhagwan Ka
Bhajo Naam Bhajo Naam
Malal me ghule ye waqt ki hai vedna
Main bhed jaan ne ko badalon ko chahta bhedna
Aur aisa vaig na tumhara mu se raushni karu
Sir bulao mujhko sar me kardu chhed na
RAPresent aaya shatru bhaage teevrata se
Haar jeet chhodo sathi ladna padna veerta se
Kidhar bhi maaru aapko kyun lagte teer jaake
Kitne sunne waale hai yahan jo sunte dheerta se
Naam le parampita ka main bekabu
Shakal badal de bande ki kala me aisa jaadu
Sambhal ke chalna bachche ni to aafat hi na la du
Sun ke paida ho gaye kitne kitne hi baha du
Baksh de khuda mujhe main aise ni hu karta kaam
Kho gaye bazar me badhane me lage hai daam
Chadhta beat pe hu main jaise sar pe chadhta jaam
Karta fir katal kalam se dil ko milta hai aaram
Bhajo Naam Bhajo Naam Bhagwan Ka
Bhajo Naam Bhajo Naam Bhagwan Ka
Bhajo Naam Bhajo Naam Bhagwan Ka
Bhajo Naam Bhajo Naam

WRITERS

Nitin Mishra, Ayush Khare

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other