Aaye ghar ki jo yaad bas phirun barbaad
Ek bhai mere sath kahe dil ke halaat
Aaye ghar ki jo yaad bas phirun barbaad
Ek bhai mere sath kahe dil ke halaat
Ho gayi subah chalu phirse karyakram
Suron ko sajane me hai bahot jyada shram
Fark karna seekh tera sapna hai ya bhram
Mayanagri aake bane Patthar Ke Sanam
Maine geeton me yaadein saari band karke rakhi
Meri zindagi ka sheershak
Itni sari bheed me ye kitni sari reet hai
Jung me phasa hu baat baad me karunga
Mera baap puchhe phone pe ki
Aaye ghar ki jo yaad bas phirun barbaad
Ek bhai mere sath kahe dil ke halaat
Aaye ghar ki jo yaad bas phirun barbaad
Ek bhai mere sath kahe dil ke halaat
Ghar, Chhodna Kala Hai Mushkil
Ise Beech Mein Hi Chhod Gaye Kaafi Buzdil
Kuch Aaye Samajh Nai Aise Din Bhi Aayenge
Raatein Zaaya Jaayengi, Par Hai Rehna Khushdil
Mae Bhi Abhi Seekh Hi Raha Hun
Roti Belna Gol Aur Baatein Karni Seedhi
Kabhi Lagta Hai Dost Mile Sadiyan Beeti
Kabhi Lagta Hai Chhoot Rahi Chhaap Hasi Ki
Ghar, Chhodna Kala Hai Aisi
Mujhe Seekh Nai Paoge Hai Ye Mujhse Kehti
Thoda Waqt Lagega Par Mae Seekh Hi Jaunga
Hoshiyar Hu Bohot Ye Meri Maa Thi Kehti, Haan