Run Run baithe baithe kyu
Run Run baithe baithe kyu
Run Run baithe baithe kyu
Run Run baithe baithe kyu
Run Run Run aaya RAPresent
Slide hote aate beat pe jaise ho avalanche
Many men khade kare maut ki khwaish kala ki meri
Deta bhav unhe kam kitna 50 Cent
Pheeki hoti baatein na aur karte nahi hum free ki hain
Josh mein ye faad de maans ye ladke freaky hain
Subah dikhe gym mein shaam ko daudein city mein
Honth karte jwala blow jala dein ek hi seeti mein
Midzone ko respect hai dilana abhi due
Badhe taapmaan chehron ke change karta hue
Wahi spark hai purana lekin heat badi new
Chal ab bhaag hai darata mera point of view
Aaja dekh meri aankh se aaj tu ya to bhaag
Sote sote hi sojaye naa awaaj sun ke jaag
Matibhram kare bol ye jo mu se diye daag
Lage aag aaj aisi jale van
Run Run baithe baithe kyu
Run Run baithe baithe kyu
Run Run baithe baithe kyu
Run Run baithe baithe kyu
Run run bethe kyu run run bethe ho jo bhi
Parcham hawa me aasman se baatein hongi
Son sun laga ke kaan ho thaali me roti
Ghadi buri aaye jo ghadi bhagti badi slowly
Paane ko duniya hai aage mere padi
Mujrim koi dafn hai mujhme
kardo na koi aake bury/bari
Bachenge hum nahi tum bane hain hum
lohe karam jhokein jaan teri kasam
Kissa khatam gaadhe gham gehre zakham
Chhodo marham chot do tumhe kasam
Toofaan dafan mitti me bolo
Run Run baithe baithe kyu
Run Run baithe baithe kyu
Run Run baithe baithe kyu
Run Run baithe baithe kyu