LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

2:30 am

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Raat ke Baje dhai
Neend na aaye
Bss kalam meri ye Chalti jaaye
Gaane bhatere par pyaas meri badhti jaaye
Dikkate dhero par fir bhi rapping k liye high

To rukna nahi mera yhi tareeka
Yahi to jeevan se seekha ki
Jaise karam tere wahi tu paaye
raste pe dekhe to bande bhi bole ki
Gaane tune kaafi faadu banaaye
Nakli rapper saare ghar ko bhagaaye
Golu maaru dhaaye
Koi tikk na paaye
Saare charche gaaye mere
Bole scene kra great
Pooche mujhse mere agle show ki date
Maine kha wait
Wo khe khi hona na late
Mere rap janta ke liye jaise ek bhet
Mere gaano ke Bol aese jaise ki jail se
Nikla ek bnda kehta jeevan ek faasi ka fanda
Jo haar gaya isko kehlata wo fail
Fail kabhi khud ki nazro me na hona
Jo pana hai haasil kar . Paa ke fir na khona

Raat ke Baje dhai
Neend na aaye
Bss kalam meri ye Chalti jaaye
Gaane bhatere par pyaas meri badhti jaaye
Dikkate dhero par fir bhi rapping ke liye high
(Mere rap janta ke liye jaise ek bhet)

feel hip hop ke song m
Aesi ki krde sbhi ko
Azaad Panchi ki tarah udne lage
Be parwaah kisi bhi khauf se
Shauk se kahe na darta hu maut se
Gaane bina seekh nazro me meri flop se
Kismat ke darwaaje ka tala abhi lock se
Chabhi ki zaroort na jo bheetar se tu strong se
Fir pta chalega
Ki mehnat se kismat ka tala khulega
Aage badhega
Whi jo Rukega na chahe duniya k taane sunega
Palat ke jo na mudega
chadhane se jo na chadhega
Thkk kar bhi jo na thamega
Jo Khadda chattan sa
Utarega gale se Patta samaj ka apne
samman kare jo samman ka apne
Jo daily uthe poore karne wo sapne
Jo dekhe the ki duniya hogi mutthi me apne
Pooche mujhse mere agle show ki date
Maine kha wait
Wo khe khi hona na late
Mere rap janta ke liye jaise ek bhet
Mere gaano ke Bol aese jaise ki jail se
Nikla ek bnda kehta jeevan ek faasi ka fanda
Jo haar gaya isko kehlata wo fail
Fail kabhi khud ki nazro me na hona
Jo pana hai haasil kar . Paa ke fir na khona

Raat ke Baje dhai
Neend na aaye
Bss kalam meri ye Chalti jaaye
Gaane bhatere par pyaas meri badhti jaaye
Dikkate dhero par fir bhi rapping ke liye high
(Mere rap janta ke liye jaise ek bhet)

WRITERS

Mayank Tiwari

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other