Har hafte karenge kill ye
Salo ki mehnat se bani ye skill hai
Gaano me nasha jo lagta afeem hai
Matlabi nahi dost pakke chunno
Pach saal hua abhi wahi mere bro
Sath kiya hustle sath kiya humne grow
Tabhi mai tujhe bata raha
Chapri giri sab apni jagah
Kyuki inhi me lagte hai laudey
Chalte hai ye banke chaudey
Inhi ke liye hi mai laya hu
Shabdo ke bhaari hathodey
Jaanedo baat ye asar nhi inpar
Abhi toh shuru hua hai ye khel
Picture poori abhi baaki hai
Galti ka tujhe ehsas hai chorey toh
Galti ko tere bhi maafi hai
Dil mera bada jeb meri choti
Zindagi meri dekh bani kasauti
Mehnat ki banti hai gharpe jo roti
Aaj meri maa kabhi nhi bhoke soti
Jab tak ye kalam me jaan hai
Jab tak ye kalam me jaan hai
Gaano me sach ab bolne ki
Baap ki gaali bhi khaai bhot
Yaaro ke ghar per roti khaai
Per maane wo mujhko chhota bhai
Aur kya tujhko chaiye chahiye
Na khudah mera sab sahi hai
Kyuke aadate humari kharabi
Hue paach saal check maar
Kaam hai karte hum g faad
Zara channel tu chaadle ek
Vardaan mujhe ma to geetkaar
Jab tak ye kalam me jaan hai
Jab tak ye kalam me jaan hai
Tikata mein bas vishawas pee
Jeeta mein bas ek baat say
Bhai mere sath mere har waqt theee
Khai mai maar mene par unko dhukta hai
Bhage kalyan yeh beat ka safar tha
Chune aasman yeh bachpan say sapna tha
Saha aapman muft vale log
Muft vale shows yeh mungfali log mungfali log
Bada tapman mere muh na lago
Phele line me lago fir ghar nikaloo
Bolne say phele beta grind karle kar
Dhalne say phele beta shine karlee kar
Bandook say phele beta mine rhke
Sher harega nhi jaa chal quit kardee chal chal
Jo bhi tha Jo bhi bita vo likha
Sau takka beta mene sach bola
Moka na deta mein deta muka
Karma ka khel yeh karmo ka fel
Isi ke sath ye beat bhi shamapat