Mai bhi ladka tere jaisa middle class ka
Dil mera bhi tha toota aur ye daasta
Shuru hoti hai wahi jab kalam paas tha
Maine likha aur bhulaya apna gaam
Rukha nahi zindagi me badhaya kadam
Dala pehle gaana aur khayi thi kasam
Piche nahi dekhunga ab kala ke hi sang
Famous nahi hona mujhe kalam ye mashoor hai
Likhta hu gaane jab bhi rehta hu suroor mai
Rappers mere story nahi dalte gurror me
Khudh pe belive kar, tu baita hai kis bhul me
Aisey sucess ko miladu teri dhul me
Kuch log bolre the bhai tumhara pehle ka gaana suna abhi tumlog ka bohot sahi jara hai
Bohot log hasey mere pehle gaane pe
Bohot log rookhe mujhe aagey jaane se
Wahi log aj comment karey gaane pe
Bohot hard, ladka aggey hai zamane se
Yea believe sabka lekin sabse pehle
Maine kaha khudse mushkilo ko thoda sehle
Aaj jo taane marte hai mupe tere
Wahi log tareefo se kaan bharey tere
Aisa din aisey hi nahi ayega
Hustle real khoon pasena bahaye ja
Kismat me nahi tere hath me hai
Mera scene to tu janta hi hai
Navi mumbai poora hood ab pehchanta hi hai
Gaane nahi humne legacy banayi
Lekin hokeh jealous tu ye manta ni hai
Apun jab perform kartey na to audience sab sath me gattey hai lekin kuch rapper Hahaha sunno
Haha maine dekha teri jaali
Club mai apne gaane bajey machi khali bhali
Mazze le ke nache log hokeh poore talli
Kandhe pr hai scene aur mai bana bahu bali
Boys tere lame mujhe karey bor
Boys mere lit maal balaji se score
Naya saal aya karu saari deal close
Mere log karey share mera har kaam
Fans koi nahi sab apne bhaijaaan
Thane ke chakkar lagaya maine