Cycle se aaya baba cycle se main
Patna se devghar tere liye
Cycle se aaya baba cycle se main
Navada se devghar tere liye
Bhaang laya hun baba gaanja hun
Baba ganga jal leke aya hun
Baba datura ka phool laya hun
Cycle se aaya baba cycle se main
Patna se devghar tere liye
Cycle se aaya baba cycle se main
Navada se devghar tere liye
Bhaang laya hun baba gaanja laya hun
Baba ganga jal leke aaya hun
Tumko manane ke liye baba dhatura ka phool laya hun
Bolbam bolbam bol bol ke baba
Devo ke dev mere mahadev baba
tere bhakti mein madhoos rahenge ge
Bolbam bolbam bol bol ke baba
Devo ke dev mere mahadev baba
Tere bhakti mein madhoos rahenge ge
Cycle se aaya baba cycle main
Chhapra se devghar tere liye
Cycle se aaya baba cycle main
Aara se devghar tere liye
Bhaang laya hun baba gaanja laya hun
Tumko chadhane ke liye baba ganga jal leke aaya hun
Tumko manane ke liye baba dhatura ka phool laya hun
Saawan ke pawan mahina mein baba
Aaye hain bhakt tere dawar
Sunte ho tum baba sabki pukar
Saawan ke pawan mahina mein baba
Aaye hain bhakt tere dawar
Sunte ho tum baba sabki pukar
Cycle se aaya baba cycle se main
Gaya se devghar tere liye
Cycle se aaya baba cycle se main
Jahana se devghar tere liye
Bhaang laya hun baba gaanja laya hun
Tumko chadhane ke liye baba ganga jal leke aaya hun
Tumko manane ke liye baba dhatura ka phool laya hun