Unche hain khwaab baitha himalaya ke paar bheji
Na koi lagaam ye zubaan ke vichaar kainchi
Bachpan se sooni na kabhi unchi awaaz kaiki
Akal aayi jab padi kandali ki jhapaak bheji
Mi tabse, kai se ni khauf khaandu ghoomu gaon baatu
Meru jag se, chhatees ku aankda jaise koi aapda aa padi
Sar pe, hai bhole ka haath jo saath toh sab hoga paar
Sambhaal ke chalu mai sapno ka bhaar toh gharwale bhi ab kahe zimmedar
Kandali ku saag nahi khaya par khaayi hai khoob pitaayi
Maag maheene me janam hua par hu khoon se june july
Ragon tha mere khoon pahadi toh bhoot bana diya maine bhi laaton ka bhai
Mile maidaan me jo mujhe saamne unhe bhi shaan se dhul chatayi
Kardu ni mi jyda mulakaat, gaun ma khaanu moola saag
Bhula bheji dagadi ma poora thaat
Jay na bher kakhi ghuna bagh, der vegya bhula raat
Kya ji ker buwe bhi wegya pareshan
Par maa bhi hai jaanti bachpan se kaafi zyada hoon main tez
Jab choti umar me ghar se tha baagh mein bagh ko dekhne taapke ke khet
Na dar thha unchaayi ka na hi parchhaayi ka sar pe hamesha se devon ki chhaon
Aur bhula yakeen maan meri baat ka shehron se behtar hi hote hain gaon
Haan ye meri soch, na koi sankoch
Utha rha khud hi ke kharche par na kabhi bana main boj
Ye meri lagan, na hogi dafan
Ye sadenge jalan ke maare main gaon ki sardi me karunga fun
Aur bhula tu key sa na ban
Ye life ka rule hai jaan le
Sab aata ghoom ke duniya gol
Mein rehna hoon chahta prakrati ke beech
Ye dhoondte fayda milta kuch ni
Tabhi toh corrupt hai soch
Mi bina approach ke pohochu lu dekh tu bi
Methe sahara chainu na key ku bi
High rehta khaali vaadiyon me par bhula kabhi dhooaan khainchdu ni
Wo bole raha Rawat same kyu ni
Kabhi change kiya tuney aim kyu ni
Prem mujhe mere gaon se khaali
Ab gaano me likhu main devbhoomi