Yaadein na hain ye kaabu me
Tum se mila hoon mein jab se yun
Khoya hoon teri yaadon me
Yaadein na hain ye kaabu me
Tum se mila hoon mein jab se yun
Khoya hoon teri yaadon me
Jaana tujhe jaana hai toh chali ja
Bas sikha de mujhe jeene ka ek tareeka
Kyunki na tere bina jee payenge hum
Ye mat sochna ki yuhi saare pi jaayenge gumh
Hum marne ko taiyaar khade
Dheere dheere sabse ho raha mein bohot dur
Baatun khushi bhale dil me mere bohot dukh
Music aur family aur ek tu hai paas mere
Safal hoon zindagi me chahiye nahi aur kuch
Yaadein na hain ye kaabu me
Tum se mila hoon mein jab se yun
Khoya hoon teri yaadon me
Yaadein na hain ye kaabu me
Tum se mila hoon mein jab se yun
Khoya hoon teri yaadon me
Hua jabse teri yaadon me main ghum
Rehta hosh nahi ab mujhe aisi aadat bani tum meri
Chala akela maine raahein li thhi chunn
Likhta panno pe main dard sab bayaan karti dhun meri
Par tu hai be qadar na samjhe pyar mera
Bhara hu andar se main bohot dikhta shaant chehra
Sochu main kabhi toh ayega woh bhi din
Haan sab chhod ke tu ayegi par aaunga main saamne na
Yaadein na hain ye kaabu me
Tum se mila hoon mein jab se yun
Khoya hoon teri yaadon me
Yaadein na hain ye kaabu me
Tum se mila hoon mein jab se yun
Khoya hoon teri yaadon me
Yaadein na hain ye kaabu me
Tum se mila hoon mein jab se yun
Khoya hoon teri yaadon me