Sunne ko tarse hain saari umar hum toh ye
Bolo na bolo na mere liye tum bane
Bolo na bolo na mere liye tum bane
Main dekhun khwaab jo sari raat
Bolo na bolo na mere liye tum bane
Bolo na bolo na mere liye tum bane
Dil me jagah jo khali hai unme kami hai teri
Aao na aao na firse tum kabhi
Sath mile na mile par tera deedar hi hai sahi
Jee bhar k kya tumko dekhun bhi nahi
Likhne ko kismat gar milti jo likhta main usme tumhe
Bolo na bolo na mere liye tum bane
Bolo na bolo na mere liye tum bane