Ghar ka to tha main ladla
Ab door ghar, na apne log
Jab bhi phone maa ka phone aya
Lautu ghar ye chahatein bhi
Tu phere sir pe hath nahi
Chhoota mera barso ka pyaar
Toota hai dil kismat kharab
Taqdeer me kuch likh badha
Jab bhi phone maa ka phone aya
Bheedh me bhi tanhaan sabhi hain