LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Tera Hai Dil

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Mujhe Pehli baar itna koi bhaya
Yeh pyaar hai ya fir hai uski maya
Mere aage chup voh rehti hai
Aaaa
Par uski Ankhein khti hai
Tera hi hai yh dil kisi or ka nhi
Tere pyaar mein hai yeh
Bas tute na kabhi
Tera hi hai yh dil kisi or ka nhi
Tere pyaar mein hai yeh
Bas tute na kabhi

Bachti thi main pyaar se bada
Par pyaar mein hun girne lagi
Duniya ki parwah nhi
Main Fikr teri krni lgi
Bolun bhi na kuch main
Lag jata hai sbko ko pta
Pyaar mein hai yh
Tera hi hai yh dil kisi or ka nhi
Tere pyaar mein hai yeh
Bas tute na kabhi
Tera hi hai yh dil kisi or ka nhi
Tere pyaar mein hai yeh
Bas tute na kabhi

Hara dil main teri baaton pe
Jhalak hai teri hr bharli ankhon mein
Tera hi hai yh dil kisi or ka nhi
Tere pyaar mein hai yeh
Bas tute na kabhi
Tera hi hai yh dil kisi or ka nhi
Tere pyaar mein hai yeh
Bas tute na kabhi

WRITERS

Krishna Singh

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS, DroomMusic Pvt. Ltd, Royalty Network

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other