LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Udna Hai

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Duniya ke saare rasmein
Tod kar chali
Gairo se kya sikayat
Apno se ladi
Ab jo bhi ho so ho
Kehta yeh dil mera
Khud se likhna hai mujhko
Meri destiny
Duniya ke saare rasmein
Tod kar chali
Gairo se kya sikayat
Apno se ladi
Ab jo bhi ho so ho
Kehta yeh dil mera
Khud se likhna hai mujhko
Meri destiny
Mujhko udna hai
Asman mein
Ghumna hai befikar
Pana hai manzil ko
Aur chalna hai us raste par
Mujhko udna hai
Asman mein
Ghumna hai befikar
Pana hai manzil ko
Aur chalna hai us raste par
Sabko meri fikar
Deti hai yeh khusi
Par kya hai yeh fikar
Bas dar se hi Judi
Main jo khamosh hu
Toh sab kuch hai sahi
Par main chup kyu rahu
Hai meri zindegi
Sabko meri fikar
Deti hai yeh khusi
Par kya hai yeh fikar
Bas dar se hi Judi
Main jo khamosh hu
Toh sab kuch hai sahi
Par main chup kyu rahu
Hai meri zindegi
Mujhko udna hai
Asman mein
Ghumna hai befikar
Pana hai manzil ko
Aur chalna hai us raste par
Mujhko udna hai
Asman mein
Ghumna hai befikar
Pana hai manzil ko
Aur chalna hai us raste par

WRITERS

R D

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

LyricIQ Analysis

Top Emotion

Enjoyment

Sentiment
Thumbsup IconThumbsup Icon
Theme

None

From This Artist