Zindagi yeh do pal, guzaar de
Barishon mein aa kar sanwar de
Bolo nahi bas chup, bhula de yeh
Suna nahin sab kuch pyar se
Sun, sun le tu man ki sada
Chun, chun le tu dil ki yeh raah
Ban ja, ban ja, ban ja na
Aansuon se kyun larti hi rahi
Khud se hi kyun darti hi rahi
Chup reh kar bhi seekha hi hai aakhir kya
Yeh zindagi, milti nahin hai do baar
Phir bhi kyun jeetay hain jese saza
I don't wanna lose, I dont wanna choose
I dont wanna end up like you
I dont wanna wake up from my dream
Dont wanna get lost in my inhibitions
Sun, sun le tu man ki sada
Chun, chun le tu dil ki yeh raah
Ban, ban ja, ban ja, silsila