Bewaqt Ye Sar Pe Chadh Gayi
Aur Had Se Aage Badh Gayi
Bewaqt Ye Sar Pe Chadh Gayi
Aur Had Se Aage Badh Gayi
Na Tum Chaahey Na Hum Chaahey
Na Tum Chaahey Na Hum Chaahey
Kambakht Ye Ankhiya Lad Gayi
Dekho Ye Dil Bekabu Hai, Seene Se Lag Jaao
Tadap Rahi Main Ishq Mein Tere, Aur Nahi Tadpao
Dekho Ye Dil Bekabu Hai, Seene Se Lag Jaao
Tadap Rahi Main Ishq Mein Tere, Aur Nahi Tadpao
Nashein Mein Ye Madhosh Jawani
Nashein Mein Ye Madhosh Jawani
Pyar Ki Jidd Pe Add Gayi Re
Deri Hai Kis Baat Ki Jaanam, Baahon Mein Aa Jaao
Apne Badan Ki Khushbu Se, Sanson Ko Mehkao
Deri Hai Kis Baat Ki Jaanam, Baahon Mein Aa Jaao
Apne Badan Ki Khushbu Se, Sanson Ko Mehkao
Meri Jaan Ke Pichhey Pad Gayi Re
Bewaqt Ye Sar Pe Chadh Gayi
Haa Aur Had Se Aage Badh Gayi
Bewaqt Ye Sar Pe Chadh Gayi
Aur Had Se Aage Badh Gayi
Na Tum Chaahey Na Hum Chaahey
Na Tum Chaahey Na Hum Chaahey
Kambakht Ye Ankhiyan Lad Gayi