Nazare to humne dekhe bahut hain
Par teri aankhon mein jo dekha, dekha kahin nahin
Mujhe teri aur khinch raha hai
Hua hua mujhe tera fitoor
Deedar hue hain jab se tere ae huzoor
Tum aankhon ke samne ho to
Dilkash yahan par sabhi nazare hain
Teri rahon mein bichhane ke khatir
Maine aasmaan se churae taare hain
Mere dil par tere naam ki
Hua hua mujhe tera fitoor
Deedar hue hain jab se tere ae huzoor
Tumse main mila toh main mohabbat se mila
Mere zahan-o-dil mein chhayi ho tum
Apni siha zindagi mein khoya tha main
Meri zindagi mein roshni ban kar aayi ho tum