Thaa khubsurat tera mera ye jahan
Koi or naa tha tere mere darmeyaan
Ye dooriyan Kam na hongi phir
Kuch bhi rhaa na tere mere
Khamoshiyan ye kehti hai haan kehti hai mujhe
Dil mai kuch tere bhi hai na kehte tum mujhe
Teri yaadein sataa raahin
Teri aada pe ye Nasha hua tha mujhe
Karoon mai kyaa bataa mai jaanu na
Koi shifaa na koi dawa hai yahan pe
Karoon mai kyaa tu batana
Ye dooriyan Kum na hongi phir
Kuch bhi rhaa naa tere mere
Khamoshiyan ye kehti hai haan kehti hai mujhe
Dil mai kuch tere bhi hai na kehte tum mujhe