LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Pyar Ki Kahani

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Ye tere mere pyar ki kahani
Suni na mene Dil ki jubaani
Lagaya tujhko mene jabse Dil se
Mai khone laga Teri hi nishani
Tune apna banake mere dil ko dukhaya
Teri yaadon k sahare mene khud ko mitaya
Tune kara Aisa jaisa mene socha na kabhi
Jaagu raat raat bhar aise roya bhi nhi
Ye tere mere pyar ki kahani
Suni na mene Dil ki jubaani
Lagaya tujhko mene jabse Dil se
Mai khone laga Teri hi nishani
Pyar ki kahani meri sochi na kabhi
Likhi zindgani aise roya tha kabhi
Sochu mai raat raat bhar
Dekhu khwaab bekhabar
Jaise laga khone laga mera hamsafar
Teri kahani k sahare mein Rone Laga
Dekha waqt Aisa khud s hi khone laga
Aakhon mai liye sapne Mai chlta tha
Mile aise log mein khud s hi darta tha
Tune mureed kiye mere poore afsaane
Zubaaan pai naam tera jaan k bhi anjaane
Bina wajah ka yeh rishta tha khalta h
Hua phyco mai mujhe ab pta chalta h
Yeh kahani mujhe khud kuch sukhaati hai
Mere khayalon mai ku tu roz aati h
Akela raato mai taaro ko chunta hu
Tere swaalo ki wajah mai ku Banta hu
Ye tere mere pyar ki kahani
Suni na mene Dil ki jubaani
Lagaya tujhko mene jabse Dil se
Mai khone laga Teri hi nishani
Yeh Mera Dil doobe ab manjil Lage duur bhot
Tere khayalo or sawaalo mai hai Noor bhot
Mai ho gya tha Tera mene dekha na savera
Mera Aaj bhi tere siwa kahika na basera
Akela kagajo mai raato ko likhta hu
Khud ki zindgani k bazaaro mai bikta hu
Haa dikhta hu, kabhi na me chipta hu,
udhar idhar ki baate mai kabhi na mai likhta hu
Ruka na Jaye bs mai chalta rahu,
Tujhee kya pta hai kya kya mai yu sahu,
Tera hi gam mujhe har pal ku satata hai
Tujhe na fikar kabi na tu jatata hai
Tune kiye iraaade ku kiye thai aise waade
ho gya mai duur mitaade saare naate
Ha ho gya mai duur mitaade saare naate
Haa ho gya mai duur mitaade saare naate
Basar karta hu mai tere afsaane
Asar hai to sikhwa ku tu na jaane
Zikar karta hu tujhe har mehfil mai
Ku na asar kare ab tu mere afsaane

WRITERS

Rishab Sharma

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other